Again a great novel by Umaira Ahmed . It is a mixture of true suspense , romance and ethics . Overall the novel is not boring at any page , as many others do . The Main Theme of the novel in my point of view , as i have taken is that you have to compromise in your love . Though it may be wrong choice or a religious barrier . So , Always seek for the person who is willing to see through your emotions and feelings , and know that no one can be limitless in love .
Some of the cut texts which i loved from this novel are
''Muhabbat Taareek Jungle ki tarah hoti hai , Aik Baar is k Andar chalay jao , phir yeh bahir anay nahi deti .Bahir aa bhi jao tou Aankhein jungle ki taareeki ki itni aadi ho jati hain k Roshni main Kuch bhi nahi Dekh saktein .........Woh bhi nahi jo bilkul saaf , waazeyh aur Roshan hota hai "
(chapter 1)
''Deen k Liye koi sauda khasaray ka sauda nahi hota Aur dunya main har cheez ka mutbadil hota hai . Magar iss baat par ap ko tab tak yaqeen nahi aaye ga Jab tak mutbadil Aap ko Mil nahi jaaye ga ."
(chapter 3 )
"Imaan k Sheishay par kitni hi gard aur matti kyu na ho , Issay saf kiya ja sakta hai .Bas sirf ik hath phairna parta hai aur sheeshay main se aks nazar aana shuru ho jata hai , Aur phir har haath k sath Aks pehlay se ziada saaf aur chamakdar hota jaata hai ....Aur woh hath Us Muhabbat ka hota hai jo Imaan se hoti hai "
(Chapter 11)
Thanks :)

@ Anonymous
ReplyDeletego to website of publisher to buy online this book
http://www.jbdpress.com/aspx/categoryDetail.aspx?catId=12
Regards,
M. Azam Zaki