Aap ke Darbar se Naat Lyrics

Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi Hain sakhi lakhon yahaan par Aap sa koi nahin
Aap ke dohar mein dono jahaan ki nematein Aap ke lutf-o-karam ki intihaa koi nahin
Jab liya Naam-e-Muhammad mushkilein hall ho gayin Kaun kehta hai ke Tere Naam ka assar nahin
Aye Darbar Dar-e-Yaar-e-Muhammad aasiyo Aitaraf-e-jurm karlo to sazzaa koi nahin
Aap ke hote hue main kyun musibat mein rahon Kya kaheinge log ke mushkil kusha koi nahin
Kaun buje aye Niyazi dard-e-dil ka majira Hub-e-Muhammad hai humara aasraa koi nahin
Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi Hain sakhi lakhon yahaan par Aap sa koi nahin

No comments:

Post a Comment

You can comment here and report if there is anything on blog which you donot like.